Om Jai Jagadish in Abhijeet

Lyrics Om Jai Jagadish in Abhijeet

Om Jai Jagadish
Om Jai Jagadish

Apni Maryada Hai Paawan Yeh Ghar Apna
Apni Maryada Hai Paawan Yeh Ghar Apna
Is Ghar Mein Dekha Hai Humne Kya Kya Sapna
Jaise Pooja Ka Mandir Se
Jaise Pooja Ka Mandir Se
Jaise Kirno Ka Ambar Se
Aisa Apna Naata Hum Tere Aasre
Oh Hum Tere Aasre
Om Jai Jagadish Hare
Swaami Jai Jagadish Hare
Bhakt Jano Ke Sankat
Daas Jano Ke Sankat
Pal Mein Door Kare
Om Jai Jagadish Hare

Saath Karmo Ke Path Par Jaaye
Mann Mein Rahe Balaye
Dush Karmo Ki Baat Na Sochche
Hum Na Kare Burayi
Saath Karmo Ke Path Par Jaaye
Mann Mein Rahe Balaye
Dush Karmo Ki Baat Na Sochche
Hum Na Kare Burayi
Rag Rag Mein Ho Teri Bhakti
Rag Rag Mein Ho Teri Bhakti
De De Hum Ko Itni Shakti
Daata Sach Kehne Se Dil Kabhi Na Darre
Hum Tere Aasre
Oh Hum Tere Aasre
Om Jai Jagadish Hare
Swaami Jai Jagadish Hare
Bhakt Jano Ke Sankat
Daas Jano Ke Sankat
Pal Mein Door Kare
Om Jai Jagadish Hare

Samay Koyi Bhi Aaye Jaaye Koyi Bhi Mausam Ho
Saara Jeevan Antar Mann Se Prem Ka Bhi Na Kam Ho
Ek Duje Ka Bal Ban Jaaye
Ek Duje Ka Bal Ban Jaaye
Waqt Pade To Pran Lutaaye
Sukh Dukh Saath Hai Sehna
Hum Rahe Na Pare
Hum Tere Aasre
Oh Hum Tere Aasre
Om Jai Jagadish Hare
Swaami Jai Jagadish Hare
Bhakt Jano Ke Sankat
Daas Jano Ke Sankat
Pal Mein Door Kare
Om Jai Jagadish Hare

incorrect video?